Sau Baras Ki Zindagi Se Lyrics, Singer & Song Details

Sachchai 1969 album cover

Sachchai 1969 Album Details

K Shankar
Shankar Jaikishan
Rajendra Krishan
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sadhana Shivdasani

album songs
Sau Baras Ki Zindagi Se
Singer : Mohammed Rafi, Asha Bhosle

Sau Baras Ki Zindagi Se Lyrics

Song Lyrics Title = Sau Baras Ki Zindagi Se
Song Lyrics Movie = Sachaai (1969)
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din

pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma
pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma
pyar lekar sahara, chal raha hai ye jaha
pyar sabnam pyar shola, pyar hi wade sabah
phul kaliya chand tare, sab mohabbat ke hai nisa
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din

ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai
ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai
dil ki dhadkan jiski sargum, hai yahi wo saj hai
chahe bhawre ka ho nagma, ya papihe ki sada
pyar kahte hai jise, wo ek hi awaz hai
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
pyar ke do char din..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sau Baras Ki Zindagi Se

Sau Baras Ki Zindagi Se is a song from Sachchai 1969. It is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Sachchai 1969 album song list for more songs and album details.