Sau Baar Socha Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam Mausi 2005 album cover

Shabnam Mausi 2005 Album Details

Yogesh Bharadwaj
Dilip Harikishan
Dilip K Tahir
Ashutosh Rana, Sujeet Chaubey, Divya Desai

album songs
Sau Baar Socha
Singer : Vinod Rathod

Sau Baar Socha Lyrics

Song Title = Sau Baar Socha
Movie/Album = Shabnam Mausi (2005)
Singer = Vinod Rathod
Music Director = Dilip Harikishan
Lyricist = Dilip K Tahir

Mp3 Songs Lyrics

((Sau Baar Socha

panch saal jo najar na aaye phir aaye woh laut
arey kya dena unko vote jinke niyat mein hain khot
sau baar sochna yaaro kahi galti na ho jaaye - 2
vote use tum dena janta ke kaam jo aaye - 2
arey ek bhi vote tumhara yu hi bekaar na jaaye
vote use tum dena janta ke kaam jo aaye - 2

(purusho ka shaashan dekha mahilaao ki sarkaar
mausi jeetegi toh hoga apna beda paar) - 2
hey lallu panju much na taano
jeetegi bhai apni shabnam bano - 2
kab tak koi jhuthey netaao ke sitam sahega
raam ne bola tha kalyug mein kinnar raaj rahega
kab tak koi jhuthey netaao ke sitam sahega
raam ne bola tha kalyug mein kinnar raaj rahega
hijde naino ki taal
arey hil jaayegi dilli aur kapega bhopal
arey kapega bhopal ha kapega bhopal
tum joota use dikhao jo tumko note dikhaye
vote use tum dena janta ke kaam jo aaye - 2

kutch loota hain sarkaro ne
kutch rishwat ke bazaaro mein
yeh desh thikane laaya hain kutchbike hue gaddaro ne
sone ki chidiya looti re
kutch apno kutch begaano ne
kutch daaku chor lootero ne
kutch bade siyasat dano ne
apni kursi ki laalach mein yeh desh gareeb banaya hain
bhukmari gareebi ne yaaro aatankwaad phailaaya hain
jab pehli shararatt khulti hain phir agli shararat kya hogi
agli shararat kya hogi agli shararat kya hogi
har shaak pe ullu baitha hain gulshan ki haalat kya hogi
tum inke bharose mat rehna yeh desh ke tukde kar denge
yeh tumko khali kar denge par apni tijori bhar denge
jhoote sapno mein mat uljho sachaai ko tum pehchaano - 2
manzil hai tumhare pass khadi ab neend se jaago nadano
ab neend se jaago nadano - 2
tum aansu agar bahao woh apna khoon bahaye
vote use tum dena janta ke kaam jo aaye - 2
sau baar sochna yaaro kahi galti na ho jaaye - 2
arey ek bhi vote tumhara yu hi bekaar na jaaye
vote use tum dena janta ke kaam jo aaye...)) - 2

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sau Baar Socha

Sau Baar Socha is a song from Shabnam Mausi 2005. It is sung by Vinod Rathod. Lyrics are credited to Dilip K Tahir. Music information: Dilip Harikishan. Read the lyrics above and view the Shabnam Mausi 2005 album song list for more songs and album details.