Sau Baar Kaha Dil Ne Lyrics, Singer & Song Details

Eent Ka Jawab Patthar 1982 album cover

Eent Ka Jawab Patthar 1982 Album Details

Pachhi
None
None
Adil Aman, Neeta Mehta, Premnath, Om Parkesh, Ajit, Amjad Khan

album songs
Sau Baar Kaha Dil Ne
Singer : Asha Bhosle

Sau Baar Kaha Dil Ne Lyrics

Song Title = Sau Baar Kaha Dil Ne, Ek Baar Idhar Dekh
Movie/album = Eent Ka Jawab Patthar (1982)
Singer = Asha Bhosle

Mp3 Song Lyrics

((sau bar kaha dil ne ek bar idhar dekho
sau bar kaha dil ne ek bar idhar dekho
tum humko mohabbat se tum humko mohabbat se
bas ek najar dekho ek bar idhar dekho

julfo me basi khusbu aankho me haya aayi
julfo me basi khusbu aankho me haya aayi
aayina jaha dekha kahne lagi angadayi
mahbub se milna hai kuch or sawar dekho
sau bar kaha dil ne ek bar idhar dekho

jadu sa jagaya hai ghunghru ki sadao ne
jadu sa jagaya hai ghunghru ki sadao ne
madhosh kiya sab aachal ki hawao ne
lahrane lagi mahfil nagamo ka asar dekho
sau bar kaha dil ne ek bar idhar dekho

is dil me tamanna hai jan tum pe lutane ki
is dil me tamanna hai jan tum pe lutane ki
kimat hai bahut apni najro me jamane ki
bemaut hi lut jaye tum ek bar haskar dekho
sau bar kaha dil ne ek bar idhar dekho
tum humko mohabbat se tum humko mohabbat se
bas ek najar dekho ek bar idhar dekho,..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sau Baar Kaha Dil Ne

Sau Baar Kaha Dil Ne is a song from Eent Ka Jawab Patthar 1982. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Eent Ka Jawab Patthar 1982 album song list for more songs and album details.