Satya Is Back Again Lyrics, Singer & Song Details

Satya 2 2013 album cover

Satya 2 2013 Album Details

Ram Gopal Varma
Nitin Raikwar
Nitin Raikwar
Puneet Singh Ratn

album songs
Satya Is Back Again
Singer : Arsalaan Akhoon, Kary Arora

Satya Is Back Again Lyrics

Song Title = Satya Is Back Again
Movie/Album = Satya 2 2013
Singer = Arsalaan Akhoon, Kary Arora
Lyrics = Nitin Raikwar
Music = Nitin Raikwar

Mp3 Songs Lyrics

((Satya

Jo bhi organization system ki khilaaf chalta hai use underworld ka naam

diya jata hai Aaj ke din police yeh dawa karti hai ki usne underworld ko

khatm kar diya hai Lekin police aur neta dono ko yeh samajhna chaahiye ki

jab tak system se na-khush log rahenge aur samaaj mein gareeb aur ameer

ke beech antar rahega, tab tak duniya ki koi bhi police underworld ko

khatam nahi sakti

Satya is back again now
Satya is the power
Satya got control
Satya got the ?????
Satya is the goal
East goes to the west coast

Satya is on the road
He is new in system
Under that pistol

Underworld kabhi marta nahi, sirf uska roop badalta rehta hai Aur itihaas

gawaah hai ki har ek naye underworld ki shuruaat kabhi na kabhi sirf ek

aadmi ne kiya hai Ab 2013 mein ek naye underworld ki shuruaat yeh aadmi

jo abhi abhi train se utra hai yeh karne wala hai Iska naam hjai Satya

Satya Satya Satya Satya

Satya back again in game Satya
Back again Satya
Back again Satya
Back again Satya

Shehar ke naami rayees aur is khel ke kuchh puraane chawal yeh sab samajh

gaye the ki satya mein kuchh nahi bohat kuchh hai Kuchh aisa jiski woh

izzat karne lage aur kuchh aisa jis-se woh darne lage Satya ki unnati bas

ek policy pe zor se badhne lagi aur woh policy thi taaqat ki asli power

usko chhupa ke rakhne mein hai

Maange se kab milta
Chheen-ne se sab milta - 8

Satya back again in game
Satya back again..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Satya Is Back Again

Satya Is Back Again is a song from Satya 2 2013. It is sung by Arsalaan Akhoon, Kary Arora. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Satya 2 2013 album song list for more songs and album details.