Satrah Baras Tak Nahi Suna Lyrics, Singer & Song Details

Barsaat Ki Raat 1998 album cover

Barsaat Ki Raat 1998 Album Details

Bharat Kapoor
Laxmikant, Pyarelal
None
Deepshika, Dharmendra, Dinesh Hingoo

album songs
Satrah Baras Tak Nahi Suna
Singer : Poornima

Satrah Baras Tak Nahi Suna Lyrics

Song Lyrics Title = Satrah Baras Tak Nahi Suna
Song Lyrics Movie = Barsaat Ki Ek Raat (1998)
Singers = Sushma Shrestha (Poornima)
Song Lyricists =N/A
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director =Bharat Kapoor
Music Label =Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Isme nahi ab koi shak
Isme nahi ab koi shak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak

Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak
Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak
Ho lag gaya, haye lag gaya,
Hui lag gaya, lag gaya lag gaya
Ho lag gaya prem ka rog mujhe
Lag gaya prem ka rog mujhe,
Sar se leke paanv tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak,
Isme nahi ab koi shak
Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak
Ho lag gaya, haye lag gaya,
Hui lag gaya, lag gaya, lag gaya
Lag gaya prem ka rog mujhe,
Sar se leke paanv tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak

Darr ke main sharma gayi,
Sharma ke ghabara gayi
Darr ke main sharma gayi,
Sharma ke ghabara gayi
Ho ghabara ke ghabrahat me,
Ghabara ke ghabrahat me
Usse main takara gayi,
Pardeshi ne puchh liya
Pardeshi ne puchh liya,
Mujhse mera navo tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak

Aankhon se ikarar kiya,
Hothon se inkar kiya
Aankhon se ikarar kiya,
Hothon se inkar kiya
Chori se maine tumse
Chupke chupke pyar kiya
Baat na jane ye kaise,
Baat na jane ye kaise
Pahunchi pure gaon tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak

Mujhko nind nahi aayi, pure ek mahine se
Mujhko nind nahi aayi, pure ek mahine se
Itane jor ki sardi me,
Main bhigi jaau pasine se
Dhoop mujhe to lagti hai,
Dhoop mujhe to lagti hai
Ab pipal ki chhanv tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
Ha, isme nahi ab koi shak
Satrah baras tak nahi suna,
Maine prem ka navo tak
Ho lag gaya, haye lag gaya,
Hui lag gaya, lag gaya lag gaya
Ho lag gaya prem ka rog mujhe
Lag gaya prem ka rog mujhe,
Sar se leke paanv tak
Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak,
Isme nahi ab koi shak..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Satrah Baras Tak Nahi Suna Video

About Satrah Baras Tak Nahi Suna

Satrah Baras Tak Nahi Suna is a song from Barsaat Ki Raat 1998. It is sung by Poornima. Lyrics are credited to None. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Barsaat Ki Raat 1998 album song list for more songs and album details.