Sarzameen Se Instrumental Lyrics, Singer & Song Details

Zameen 2003 album cover

Zameen 2003 Album Details

Rohit Shetty
Himesh Reshammiya
Sameer
Abhishek Bachchan, Ajay Devgn, Bipasha Basu, Mukesh Tiwari, D. Santosh

album songs
Sarzameen Se Instrumental
Singer : Instrumental

Sarzameen Se Instrumental Lyrics

Song Title = Sarzameen Se Instrumental
Movie/Album = Zameen (2003)
Singers = Instrumental
Song Lyricists =Sameer
Music Composer =Himesh Reshammiya
Director = Rohit Shetty

Mp3 Song Lyrics

((hai ishq hai, hamein sarzameen se

zameen zameen zameen zameen -2

har InDian ki pahchaan hai ye, zameen zameen zameen zameen
Bible Geetaa Kuraan hai ye, zameen zameen zameen zameen
har InDian ki pahchaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye, maa hai ye
hai ishq hai, hai ishq hai, hamein sarzameen se
zameen zameen zameen zameen
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2

har InDian ki pahchaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye, maa hai ye
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2
hai ishq hai, hamein sarzameen se
zameen zameen zameen zameen

Chorus = tujhe arpan, tan man dhan, tujhko arpan tan man dhan tujhko arpan
tan man dhan, tujhko arpan -2

ham beTe hain ise apni maa bulaate hain
maa ki rakshaa mein ham apni jaaN luTaate hain
My nation is my pride -2
har InDian kaa armaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye, maa hai ye
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2
hai ishq hai, hamein sarzameen se
zameen zameen zameen zameen

is dharti pe hamko naaz, hai duaa dil se ye aaj
hai duaa dil se ye aaj, rabbaa mere rakhiyo laaj
hai yamunaa kahin pe to kahin pe bahti gangaa hai
zindagi se bhi pyaaraa hamein to ye tirangaa hai
My nation is my pride -2

har InDian kaa imaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye Chorus = maa hai ye
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2
hai ishq hai, hamein sarzameen se
zameen zameen zameen zameen
vande maataram vande maataram vande maataram, vaah.. -4
zameen zameen zameen zameen

aaNchal mein hamko rakhaa, godi mein hamko paalaa
yuN cheer ke apnaa seenaa, diyaa isne hamein nivaalaa
janani janmaa bhumishcha, svargaa tapi gariyaasi
Chorus = janani janmaa bhumishcha, svargaa tapi gariyaasi
nanhaa saa bachpan beetaa, iski maaTi mein khele
iski maaTi mein hamne dekhe KhushiyoN ke mele
janani janmaa bhumishcha, svargaa tapi gariyaasi
har InDian kaa abhimaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye Chorus = maa hai ye
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2

hai ishq hai, hai ishq hai, hamein sarzameen se
zameen zameen zameen zameen
har InDian ki pahchaan hai ye, Bible Geetaa Kuraan hai ye
ye hai maa hai ye Chorus = maa hai ye
hai ishq hai, hamein sarzameen se
Chorus = ishq sarzameen se hai -2
hai ishq hai, hamein sarzameen se -2
vande maataram vande maataram vande maataram, vaah.. -4
zameen zameen, zameen zameen -2
My nation is my pride ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sarzameen Se Instrumental

Sarzameen Se Instrumental is a song from Zameen 2003. It is sung by Instrumental. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Zameen 2003 album song list for more songs and album details.