Sarphira Sa Hai Dil Lyrics, Singer & Song Details

Love U Mr Kalakaar 2011 album cover

Love U Mr Kalakaar 2011 Album Details

S Manasvi
Sandesh Shandilya
Manoj Muntashir
Tusshar Kapoor, Amrita Rao

album songs
Sarphira Sa Hai Dil
Singer : Neeraj Shridhar Shreya Ghoshal

Sarphira Sa Hai Dil Lyrics

Song Title= Sarphira Sa Hai Dil
Movie/album = Love U... Mr. Kalakaar (2011)
Singers = Neeraj Shridhar, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = S. Manasvi
Music Label = Sony Music

Mp3 Song Lyrics

((Sarphira sa hai dil sarphira hai
Na jaane kyun
Tumhe chor nazron se dekhta hai dil
Na jaane kyun
Jitna dekhe, utna tadapta hai
Roke se naa maane kyun

Thodi dhoop si hai
Thodi badaliyan hai
Kuchh paas hai humm
Kuchh dooriyaan hain

Beqarariyan hi Beqarariyan hai
Beqarariyan hi Beqarariyan hai
Beqarariyan hi Beqarariyan hai
Beqarariyan hi Beqarariyan hai

Abhi kal mile the humm,
kal mile the yahin kahin
Aaj tum hi tum ho
Main kahaan hoon, kahin nahi
Jab se main hoon
Tab ho mere dil ke aas paas
Jaanti hain tumhe mere dhadkane
Meri har ek saans
Seene se mere jo utha hai dhuaan
Tumhe chhoo ke guzre kaash
Tum bhi toh Jaano betabiyan hain
Kuchh toh hai rishtey
Jo darmiyaan hain
Beqarariyan hi Beqarariyan hain

Jisko yeh nazar yeh meri
Kab se dhoondati rahi
Rang maine dekha hai
Teri aankhon me wohi
Haule se baatein kar raha hoon main
Aaye ne aaye yakin

Mere sapno me jo, rangrailiyan hain
Kuch bhi nahi yeh, teri jhalkiyaan hain
Beqarariyan hi Beqarariyan hain

Sarphira sa hai dil sarphira hai
Naa jaane kyun
Tumhe chor nazron se dekhta hai dil
Na jaane kyun
Jitna dekhe, utna tadapta hai
Roke se naa maane kyun

Thodi dhoop si hai
Thodi badaliyan hai
Kuchh paas hai humm
Kuchh dooriyaan hain

Beqarariyan hi Beqarariyan hai
Beqarariyan hi Beqarariyan hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sarphira Sa Hai Dil

Sarphira Sa Hai Dil is a song from Love U Mr Kalakaar 2011. It is sung by Neeraj Shridhar Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Manoj Muntashir. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Love U Mr Kalakaar 2011 album song list for more songs and album details.