Sari Sari Raat Lyrics, Singer & Song Details

Khiladi 786 2012 album cover

Khiladi 786 2012 Album Details

Ashish R Mohan
Himesh Reshammiya
Shabbir Ahmed
Akshay Kumar, Asin, Himesh Reshammiya, Mithun Chakraborty

album songs
Sari Sari Raat
Singer : Himesh Reshammiya

Sari Sari Raat Lyrics

Song Title = Sari Sari Raat
Movie/Album = Khiladi 786 (2012)
Singer = Himesh Reshammiya
Music Director = Himesh Reshammiya
Lyrics = Shabbir Ahmed

Mp3 Song Lyrics

((Jo tenu vehkiyaa, saansien gayi thum
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum
Jo tenu vehkiyaa, saansien gayi thum
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum

Palkan di chaavan, thandi hawaavan
Main maangu duaavan
Palkan di chaavan, thandi hawaavan
Main maangu duaavan
Oh rabba ve
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum
Jo tenu vehkiyaa, saansien gayi thum
Sari sari raat, soye na hum

Ik pal mein dil yeh betaabiyon ko
Haal e tamanna kaise bataaye
Sau afsaane hai, sau sau baatein hai
Jaane e tamanna kaise sunaaye
Pehli mulakaat pehli baat
Pehli baarish ki fariyaad
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum
Jo tenu vehkiyaa, saansien gayi thum
Sari sari raat, soye na hum

Gili siyaahi se kore kagaaz par
Naam tera hum likha karte the
Furkat mein hum yoon aksar baith kar
Chaaron deeewaron ko dekha karte the
Tum ho sahara, tum ho wafaa
Mere labon ki tum ho dua
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum
Jo tenu vehkiyaa, saansien gayi thum
Sari sari raat, soye na hum
Sari sari raat, soye na hum....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sari Sari Raat

Sari Sari Raat is a song from Khiladi 786 2012. It is sung by Himesh Reshammiya. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Khiladi 786 2012 album song list for more songs and album details.