Sara Jahan Chhod Ke Lyrics, Singer & Song Details

Wardat 1981 album cover

Wardat 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Bappi Lahiri
Ramesh Pant
Mithun Chakraborty, Kajal Kiran, Iftekhar, Jagdeep, Kalpana Iyer, Shakti Kapoor

album songs
Sara Jahan Chhod Ke
Singer : Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

Sara Jahan Chhod Ke Lyrics

Song Title = Sara Jahan Chhod Ke
Movie/album = Wardaat (1981)
Singers = Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lyricists = Ramesh Pant
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai

Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi
Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi

Mujhko pana hai to mera pichha chhod de
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai

Haye meri to adat hai ise use dil dene ki
Or koi meri bani to phir tu kya kar legi
Meri to adat hai ise use dil dene ki
Or koi meri bani to phir tu kya kar legi
Jogan banke gali gali me gana gaungi

Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
O tham liya hai o kam kiya hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sara Jahan Chhod Ke

Sara Jahan Chhod Ke is a song from Wardat 1981. It is sung by Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Ramesh Pant. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Wardat 1981 album song list for more songs and album details.