Sar Se Sarke Sarke Chunariya Lyrics, Singer & Song Details

Silsila 1981 album cover

Silsila 1981 Album Details

Yash Chopra
Hariprasad Chaurasia
Javed Akhtar
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Jaya Bachchan, Rekha

album songs
Sar Se Sarke Sarke Chunariya
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Sar Se Sarke Sarke Chunariya Lyrics

Song Title =Sar Se Sarke Sarke Chunariya
Movie/Album Name =SILSILA
Singer(s) =Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((all
(sar se sarke sarke chunariya
laaj bhari ankhiyon mein)...2

ho maiyya gaaye sajan kehna hoke magan
gaake sakhiyon mein) - 2

asha
nainon mein neendiya
neendiya mein sapane
sapanon mein saajan
jab se basa hai
bahaaren aayi jeevan mein
nayi hulchul hai tanman mein
ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho

all
sar se sarke sarke chunariya
laaj bhari ankhiyon mein

kishore
kuchh lamhe jeevan ke churale
saanson ki yeh aag bujha le
duniya se duur kahi duniya basa le
asha
jab se mili hai tujhse nigaahen
jaadu yeh kaisa mujh pe hua
ke dil jab tanha lagta hai
mujhe kuchh aaisa lagta hai
tu jhaank raha hai ankhiyon mein
sar se sarke sarke chunariya
laaj bhari ankhiyon mein

kishore
aaj ka har ek pal sundar hain
kal kya ho kisko yeh khabar hai
lamba safar zindagi mukhtasar hai

asha
darr lag raha hai kya jaane kya ho
dil tujhko maine jabse diya
udi hai neende aankhon se
teri aaisi hi baaton se
badnaam hui hu sakhiyon mein
all
sar se sarke sarke chunariya
laaj bhari ankhiyon mein
ho maiyya gaaye sajan kehna hoke magan
gaake sakhiyon mein
asha
nainon mein neendiya
neendiya mein sapane
sapanon mein saajan
jab se basa hai
bahaaren aayi jeevan mein
nayi hulchul hai tanman mein
ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho
all
sar se sarke sarke chunariya
laaj bhari ankhiyon mein ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sar Se Sarke Sarke Chunariya

Sar Se Sarke Sarke Chunariya is a song from Silsila 1981. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Hariprasad Chaurasia. Read the lyrics above and view the Silsila 1981 album song list for more songs and album details.