Sapnon Ke Des Mein Lyrics, Singer & Song Details

Suhagan 1954 album cover

Suhagan 1954 Album Details

Anant Mane
C. Ramchandra, Vasant Desai
Saraswati Kumar Deepak
Jaswant, Geeta Bali, Sulochana, Vijay Laxmi, Jankidas

album songs
Sapnon Ke Des Mein
Singer : Lata Mangeshkar

Sapnon Ke Des Mein Lyrics

Song Title = Sapnon Ke Des Mein
Movie/Album = Suhaagan (1954)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Saraswati Kumar Deepak
Music Director = C. Ramchandra, Vasant Desai
Director = Anant Mane

Mp3 Song Lyrics

((Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Mathe pe bindi hatho me mehandi
Hotho se chede re ragini
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Taro ke usne gajre banaye
Taro ke usne gajre banaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Kirno ke gahne dulhan ne pahne
Cham cham chamakti chandani
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Uska mahal hai dunia se nyara
Uska mahal hai dunia se nyara
Angan me bahti amrit ki dhara
Angan me bahti amrit ki dhara
Dunia se chanchal payal ki chan chan
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan. ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sapnon Ke Des Mein

Sapnon Ke Des Mein is a song from Suhagan 1954. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Saraswati Kumar Deepak. Music information: C. Ramchandra, Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Suhagan 1954 album song list for more songs and album details.