Sapne Hain Sapne Lyrics, Singer & Song Details

Nai Roshni 1967 album cover

Nai Roshni 1967 Album Details

C. V. Sridhar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Mala Sinha, Raaj Kumar

album songs
Sapne Hain Sapne
Singer : Lata Mangeshkar

Sapne Hain Sapne Lyrics

Song Title = Sapne Hai Sapne
Movie/Album = Nai Roshni (1967)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyrics = Rajinder Krishan
Music = Ravi Shankar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((sapne hain sapne
kab huye apne
aankh khuli
aur toot gaye
sapne hain sapne
kab huye apne
aankh khuli
aur toot gaye
andhiyaare ke
thhe ye moti
bhor bhayee
aur phoot gaye
sapne hain sapne
kab huye apne

bhor ki dori
se baandhi hai
jaane kissne
raat ki choli
bhor ki dori
se baandhi hai
jaane kissne
raat ki choli
jeewan ke
aangan mein dukh sukh
niss din khelen
aankh michaili
niss din khelen
aankh michauli
sapne hain sapne
kab huye apne
aankh khuli
aur toot gaye
sapne hain sapne
kab huye apne

din doobaa to
shaam hansegi
shaam gayee to
raat hansegi
din doobaa to
shaam hansegi
shaam gayee to
raat hansegi
rok le aankh se
behtaa aansoo
beh niklaa
barsaat hansegi
beh niklaa
barsaat hansegi
sapne hain sapne
kab huye apne
aankh khuli
aur toot gaye
andhiyaare ke
thhe ye moti
bhor bhayee
aur phoot gaye
sapne hain sapne
kab huye apne))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sapne Hain Sapne

Sapne Hain Sapne is a song from Nai Roshni 1967. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Nai Roshni 1967 album song list for more songs and album details.