Swades 2004 - Download Mp3 Song

Swades 2004

Swades 2004

Ashutosh Gowariker
A. R. Rahman
Javed Akhtar
Shah Rukh Khan, Gayatri Joshi, Kishori Balal, Smith Seth, Lekh Tandon

album songs
Sanwariya Sanwariya Main To
Singer : Alka Yagnik

Sanwariya Sanwariya Main To Lyrics

Song Title = Sanwariya Sanwariya Main To
Movie/album = Swades (2004)
Singer = Alka Yagnik
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = A.R. Rahman
Director = Ashutosh Gowariker

Mp3 Song Lyrics

((Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya saanwariya Ho..) -2
Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai
Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai
Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho saanwariya Ho..
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya saanwariya Ho..

Tara rara ra ra ra ra ra ra...aa -2

Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise, apni dagariya
Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya saanwariya Ho..

Ho..Ho..Ho..Ho..Ho..

Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya
Khilne lage hain phoolse meri raah mein
Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi
Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein
Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye
Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye
Jabse mili sajna, tujhse najariya
Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya
Saanwariya saanwariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya... saanwariya ho...

Tara rara ra ra ra ra ra ra..aa -2.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Sanwariya Sanwariya Main To Video

Video Description :

Sanwariya Sanwariya Main To download mp3 song

Recent Tags : Sanwariya Sanwariya Main To Lyrics | Sanwariya Sanwariya Main To Video Song | Sanwariya Sanwariya Main To free play mp3 song | Sanwariya Sanwariya Main To free download mp3 song | Sanwariya Sanwariya Main To Full Video Song | Free Sanwariya Sanwariya Main To movie songs | Sanwariya Sanwariya Main To free songs | Sanwariya Sanwariya Main To play online | Sanwariya Sanwariya Main To free mp3 song download | Sanwariya Sanwariya Main To online play Song | Sanwariya Sanwariya Main To Hindi Lyrics | Sanwariya Sanwariya Main To Lyrics | Sanwariya Sanwariya Main To online mp3 songs | Sanwariya Sanwariya Main To full songs | Sanwariya Sanwariya Main To online music | Sanwariya Sanwariya Main To free Video | Sanwariya Sanwariya Main To online Video | Sanwariya Sanwariya Main To mp3 Download | Free Download Sanwariya Sanwariya Main To song