Sansar Ke Sab Sukh Tere Lyrics, Singer & Song Details

Chand Grahan 1997 album cover

Chand Grahan 1997 Album Details

N/A
Jaidev Kumar
Kaifi Azmi
N/A

album songs
Sansar Ke Sab Sukh Tere
Singer : Lata Mangeshkar

Sansar Ke Sab Sukh Tere Lyrics

Song Title = Sansar Ke Sab Sukh Tere
Movie/album = Chand Grahan (1997)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Composer = Jaidev Verma
Music Director = Jaidev Verma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Sansar key sab sukh tere,
Aa pyar kee baho me
Palko se mai chun chun lungi,
Kante hain jo raho mein

Jab ghum tujhe gherenge,
Jab dard satayega
Tab tab teree duneeya mein,
Aaungee dawa banake
Koyee tere kwabo ko jis wakt jalayega
Masum wafa meri barasegee ghata banake
Ley lungee tere dilko mai,
Iss dil kee panaho me

Apna tujhe samajha hai,
Sine se laga lena
Takalifo se ghabarake,
Daman naa chhuda lena

Samajhega hunar tera,
Nadan jamana kya
Har mod pe jivan key,
Ek shama jala dee hai
Abb dard kaa shikava kyun,
Abb ashk behana kya
Hasane kee ada tune,
Jakhmo ko sikha dee hai
Ummid jaga dee hai,
Mayus nigaho mein...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sansar Ke Sab Sukh Tere

Sansar Ke Sab Sukh Tere is a song from Chand Grahan 1997. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Jaidev Kumar. Read the lyrics above and view the Chand Grahan 1997 album song list for more songs and album details.