Sanjh Ki Bela Panchhi Akela Lyrics, Singer & Song Details

Jwar Bhata 1944 album cover

Jwar Bhata 1944 Album Details

Amiya Chakrabarty
Anil Krishna Biswas
Pandit Narendra Sharma
Ruma Guha Thakurta, Aga Jaan, Vikram Kapoor

album songs
Sanjh Ki Bela Panchhi Akela
Singer : Arun Kumar

Sanjh Ki Bela Panchhi Akela Lyrics

Song Title = Sanjh Ki Bela Panchhi Akela
Movie/album = Jwar Bhata (1944)
Singers = Arun Kumar
Song Lyricists = Pandit Narendra Sharma
Music Director = Anil Krishna Biswas
Director = Amiya Chakravarty

Mp3 Song Lyrics

((Sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Sanjh ki bela
Nainan mein dukh rain adheri
Nainan mein dukh rain adheri
Man me tufano ka mela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela

Tere bin patwar ki naiya
Mila na man ki meet khivaiya
Tere bin patwar ki naiya
Bahta chal tu jidhar le chale
Le chale chale
Bahta chal tu jidhar le chale
Tu chanchal lahro ka rela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela

Khel prem ka azab anokha
Khel prem ka azab anokha
Deta man apne ko dhokha
Khel prem ka azab anokha
Deta man apne ko dhokha
Har jeet kya jane jisne
Har jeet
Har jeet kya jane jisne
Khel prem ka kabhi na khela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela
Sanjh ki bela...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sanjh Ki Bela Panchhi Akela

Sanjh Ki Bela Panchhi Akela is a song from Jwar Bhata 1944. It is sung by Arun Kumar. Lyrics are credited to Pandit Narendra Sharma. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Jwar Bhata 1944 album song list for more songs and album details.