Sanjh Ki Bela Lyrics, Singer & Song Details

Chandralekha 1948 album cover

Chandralekha 1948 Album Details

S.S. Vasan
Salur Rajeswara Rao
Indra Chandra Shastri
Rajkumari, M.K. Radha, Ranjan

album songs
Sanjh Ki Bela
Singer : Uma Devi Khatri

Sanjh Ki Bela Lyrics

Song Title = Sanjh Ki Bela
Song Lyrics Movie = Chandralekha (1948)
Singers = Uma Devi Khatri (Tun Tun)
Song Lyricists = Indra Chandra Shastri
Music Composer = Salur Rajeswara Rao
Director = S.S. Vasan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((o
saanjh ki bela
saanjh ki bela jiya akela
gun-gun-gun kya gaaye 2
main khadi akeli 2
yaad kisi ki aaye aaye aaye

saanjh ki bela
saanjh ki bela jiya akela
gun-gun-gun kya gaaye
main khadi akeli
yaad kisi ki aaye aaye aaye

saanjh ki bela 2

(baag mein bhanware jhuum rahe hain
jhuum rahe hain) 2
kaliyon ke mu.nh chuum rahe hain
chuum rahe hain
more bhanware aa ja aa ja re 2
ye kali teri kumhalaaye 2
haay haay

saanjh ki bela

ab na piya mujhako tarasaavo aavo 2
prem sudha barasaao aavo 2
praan papiha
(praan papiha
piyaa-piya kar) 2
pritam tujhe bulaaye

aa
ke jise dhuundhate phirate the more naina
more naina
wo yahaan chhupi hai more man ki maina
maina
(ham ruuth gaye kuchh bhi na baat kareinge
baat kareinge) 2
(ham ruuthane waalon ke nakhare bhi saheinge
saheinge) 2
tum pyaar bhare nainon se hamein lubhaaye
koyi pyaar bhare hiraday mein hamein basaaye
e e e
e e e.. ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sanjh Ki Bela

Sanjh Ki Bela is a song from Chandralekha 1948. It is sung by Uma Devi Khatri. Lyrics are credited to Indra Chandra Shastri. Music information: Salur Rajeswara Rao. Read the lyrics above and view the Chandralekha 1948 album song list for more songs and album details.