Samandar Samandar Yaha Se Lyrics, Singer & Song Details

Barood 1976 album cover

Barood 1976 Album Details

Pramod Chakravorty
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Reena Roy, Shoma Anand

album songs
Samandar Samandar Yaha Se
Singer : Lata Mangeshkar

Samandar Samandar Yaha Se Lyrics

Song Title = Samandar Samandar
Song Lyrics Movie = Barood
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Pramod Chakravorty
Music Label = Polydor

Mp3 Song Lyrics

((Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak, yaha tak, yaha tak
Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak to yaha tak achhchha yaha tak

Mai karti hu wada uthati hu kasme
Ye bulbul rahengi sada tere bas me
Mai karti hu wada uthati hu kasme
Ye bulbul rahengi sada tere bas me
Mujhe kaid karte ho kyu is tapas me
Mai udkar bhi jaungi aakhir kaha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak bolo yaha tak, yaha tak

Mohabbat se ye kah rahi hai jawani
Sitam ho chuke ab karo meharbani
Mohabbat se ye kah rahi hai jawani
Sitam ho chuke ab karo meharbani
Hansi pyar ki koi chhedo kahani
Chali aayi hai bat dil ki zuba tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak, yaha tak, yaha tak
Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Achhchha yaha tak, yaha tak, yaha tak...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Samandar Samandar Yaha Se Video

About Samandar Samandar Yaha Se

Samandar Samandar Yaha Se is a song from Barood 1976. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Barood 1976 album song list for more songs and album details.