Salaam Karane Ki Aarju Hain Lyrics, Singer & Song Details

Umrao Jaan 2006 album cover

Umrao Jaan 2006 Album Details

J. P. Dutta
Anu Malik
Javed Akhtar
Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Sunil Shetty, Shabana Azmi

album songs
Salaam Karane Ki Aarju Hain
Singer : Alka Yagnik

Salaam Karane Ki Aarju Hain Lyrics

Song Title = Salaam Karane Ki Aarju Hain
Movie/Album = Umrao Jaan (2006)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Anu Malik
Director = J. P. Dutta

Mp3 Song Lyrics

((laakh iss dil ko humne samajhaya
dil yaha phir bhi humko le aaya, salaam salaam
tumhari mehfil me aa gaye hai
tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun naa hum yeh bhi kaam karle
salaam karne ki aarju hai
salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle
tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun na hum yeh bhi kaam karle
salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

yeh dil hai jo aa gaya hai tum par, wagar naa sach yeh hai banda parwar
yeh dil hai jo aa gaya hai tum par, wagar naa sach yeh hai banda parwar
jise bhi hum dekh le palat kar
jise bhi hum dekh le palat kar, usi ko apna gulaam karle
salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

bahot si baate hai tumko kehni, bahot si baate hai humko kehni
bahot si baate hai tumko kehni, bahot si baate hai humko kehni
kabhi jo tanha milo kahi tum
kabhi jo tanha milo kahi tum, toh baate hum yeh tamaam karle
salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

woh laila majnu ki ho mohabbat, ke shiri farhad ki ho ulfat
woh laila majnu ki ho mohabbat, ke shiri farhad ki ho ulfat
jaraa si tum jo dikhaao jurrat
jaraa si tum jo dikhaao jurrat, toh hum bhi unn jaisa naam karle
tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun naa hum yeh bhi kaam karle
salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Salaam Karane Ki Aarju Hain

Salaam Karane Ki Aarju Hain is a song from Umrao Jaan 2006. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Umrao Jaan 2006 album song list for more songs and album details.