Salaam Jindagi Salaam Lyrics, Singer & Song Details

Lamhaa 2010 album cover

Lamhaa 2010 Album Details

Rahul Dholakia
None
None
Bipasha Basu, Sanjay Dutt, Anupam Kher, Kunal Kapoor

album songs
Salaam Jindagi Salaam
Singer : Arun Daga, Mohd Irfan

Salaam Jindagi Salaam Lyrics

Song Title = Salaam Jindagi Salaam
Movie Or Album = Lamhaa (2010)
Singer(S) = Arun Daga, Mohd Irfan

Mp3 Song Lyrics

((Jis Cheej Ko Paane Ki Thi Ummid Kho Chuki - (2)
Uss Cheej Ko Paakar Bahot Dil Ko Khushi Huyi
Salaam Jindagi Salaam Jindagi Salaam Jindagi.... (Salaam)
Hum Saath Mein Hai Aur Saath Rahe Duwa Yeh Karate Hain
Aabaad Rahe Apani Mohabbat Rab Se Yeh Kahaan Karate Hain
Jis Cheej Ko Paane Ki Thi Ummid Kho Chuki
Uss Cheej Ko Paakar Bahot Dil Ko Khushi Huyi

(Jis Cheej Ko Paane Ki Thi Ummid Kho Chuki
Uss Cheej Ko Paakar Bahot Dil Ko Khushi Huyi) - (2)
Salaam Jindagi Salaam Jindagi Salaam Jindagi....
Hamase Yahaan Jamin Ka Falak Khud Hai Keh Raha
Ek Din Main Lekar Aayunga Woh Amn Ki Subah
Hai Jisaki Aaraju Mein Yeh Aankhein Jagi Huyi - (2)

(Aankhon Mein Yahaan Dekhi Hai Khaabon Ki Bastiyaan
Ghum Aur Udaasiyon Mein Bhi Paayi Hai Mastiyaan) - (2)
Hai Aandhiyon Mein Bhi Kahin Shamma Jali Huyi - (2)
Salaam Jindagi Salaam Jindagi Salaam Jindagi....
Jis Cheej Ko Paane Ki Thi Ummid Kho Chuki
Uss Cheej Ko Paakar Bahot Dil Ko Khushi Huyi

Salaam Jindagi Salaam, Salaam Jindagi Salaam....
Salaam Jindagi Salaam Jindagi Salaam Jindagi.... ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Salaam Jindagi Salaam

Salaam Jindagi Salaam is a song from Lamhaa 2010. It is sung by Arun Daga, Mohd Irfan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Lamhaa 2010 album song list for more songs and album details.