Sakhiri Pee Ka Naam Lyrics, Singer & Song Details

Sati Savitri 1964 album cover

Sati Savitri 1964 Album Details

Shantilal Soni
Laxmikant, Pyarelal
Bharat Vyas
Mahipal, Anjali Devi, Jeevan

album songs
Sakhiri Pee Ka Naam
Singer : Lata Mangeshkar

Sakhiri Pee Ka Naam Lyrics

Song Title = Sakhiri Pee Ka Naam
Movie/Album = Sati Savitri (1964)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Shantilal Soni
Music Label = Saregama

Mp3 Songs Lyrics

((Sakhi ri sakhi ri sakhi ri
Pee ka naam naam na puchho
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi ri pee ka naam

Jamuna kinare ek din mai khadi thi
Pahli gata ke halki halki jaddi thi
Kaisi suhani anokhi gadi thi
Palkhe utthi aur ankhiya ladi thi
Banaya tujko banwari
Bata de uska naam ri
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi re pee ka naam

Naina the jaise kamal ki panhkudiya
Naina the jaise ki bande bashuriya
Roop tha jaise ki chanda bachanda
Rang tha bohar ki pahli kiran sa
Bani tu jiski kaam ri
Bata de uska naam ri
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Sakhi ri pee ka naam.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sakhiri Pee Ka Naam

Sakhiri Pee Ka Naam is a song from Sati Savitri 1964. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sati Savitri 1964 album song list for more songs and album details.