Sakhi Mujhe Jana Hai Lyrics, Singer & Song Details

Zakhmi Dil 1994 album cover

Zakhmi Dil 1994 Album Details

Raju Subramaniam
Rishi Raj
Sameer
Akshay Kumar, Ashwini Bhave, Ravi Kishan

album songs
Sakhi Mujhe Jana Hai
Singer : Jayshree F, Ila Arun

Sakhi Mujhe Jana Hai Lyrics

Song Title = Sakhi Mujhe Jana Hai
Movie/Album = Zakhmi Dil 1994
Singer = Jayshree F, Ila Arun
Music Director(s) = Rishi Raj
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((lal joda mangao hath mehandi rachao
mathe bindiya lagao, naina kajra sajao ji
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
nacho gao jhum ke ayegi barat,
babul ka ghar chod ke jaye piya ke sath
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar

kya hai meri majburi koi bhi na jane
kaise kahu mere bina piya nahi mane
kya hai meri majburi koi bhi na jane
kaise kahu mere bina piya nahi mane
mai to hone lagi bekarar, ab to hota nahi intzar
are aao yaha aao bahana na banao suno ji meri bat
are aao yaha aao bahana na banao suno ji meri bat
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar

is ghar angana se hamko hai jana
chut jaye ek din desh ye begana
do ghadi ka basera yaha kuch tere na mera yaha
batana ji batana na ham se chupana ki kaisi biti rat
batana ji batana na ham se chupana ki kaisi biti rat
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar

lal joda mangao hath mehandi rachao
mathe bindiya lagao, naina kajra sajao ji
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
nacho gao jhum ke ayegi barat,
babul ka ghar chod ke jaye piya ke sath
karo jali se karo jaldi se solha singar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar
sakhi mujhe jana hai sajan ke dwar..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sakhi Mujhe Jana Hai

Sakhi Mujhe Jana Hai is a song from Zakhmi Dil 1994. It is sung by Jayshree F, Ila Arun. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Rishi Raj. Read the lyrics above and view the Zakhmi Dil 1994 album song list for more songs and album details.