Sajna Saath Nibhana Title Lyrics, Singer & Song Details

Sajna Saath Nibhana 1986 album cover

Sajna Saath Nibhana 1986 Album Details

Jwalamukhi
Jagdeesh Anand
None
Dr Anand, Dharmendra, Satyendra Kapoor

album songs
Sajna Saath Nibhana Title
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Sajna Saath Nibhana Title Lyrics

Song Title = Sajna Saath Nibhana Title
Movie/album = Sajna Saath Nibhana (1986)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = None
Music Director = Jagdeesh Anand
Director = Jwalamukhi

Mp3 Song Lyrics

((Sajna saath nibhana sajna saath nibhana
Saathi mere baharo ke
Rah mein chhod na jana
Sajna saath nibhana
Sajna saath nibhana
Saathi meri baharo ke
Rah mein chhod na jana
Sajna saath nibhana

Aake chala jaye zamana jo bahar ka
Phul murjhaye na tere mere pyar ka
Aake chala jaye zamana jo bahar ka
Phul murjhaye na tere mere pyar ka
Aaj ki bate sajna
Aaj ki bate sajna
Bhul na jana bhul na jana
Sajna saath nibhana
Sajna saath nibhana
Saathi meri baharo ke
Rah mein chhod na jana
Sajna saath nibhana

Waise to hazaro najare meri rah me
Ek bas tuhi samaya hai nigah me
Waise to hazaro najare meri rah me
Ek bas tuhi samaya hai nigah me
Pyar ki rashme sajna
Pyar ki kasme sajna
Bhul na jana bhul na jana

Kisne saath nibhaya
Kisne saath nibhaya
Dil ko ek khilona sajha
Khela aur thukraya
Kisne saath nibhaya

Kaha ke ye wade ye kasme kaha ki
Kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki
Kaha ke ye wade ye kasme kaha ki
Kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki
Jhuthi nagri jhuthi jogi
Preet bhi sabhi kaise hogi
Acha dhong rachaya
Acha dhong rachaya
Kisne saath nibhaya
Kisne saath nibhaya
Dil ko ek khilona samjha
Khela aur thukraya
Kisne saath nibhaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sajna Saath Nibhana Title

Sajna Saath Nibhana Title is a song from Sajna Saath Nibhana 1986. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: Jagdeesh Anand. Read the lyrics above and view the Sajna Saath Nibhana 1986 album song list for more songs and album details.