Sajna Kal Maine Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Badi Didi 1969 album cover

Badi Didi 1969 Album Details

Narendra Suri
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Jeetendra, Nanda, Om Parkesh, Aruna Irani, Nasir Husain, Ulhas, Jeevan

album songs
Sajna Kal Maine Dekha
Singer : Asha Bhosle

Sajna Kal Maine Dekha Lyrics

Song Lyrics Title = Sajna Kal Maine Dekha Ek Sapna
Song Lyrics Movie = Badi Didi (1969)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma


Mp3 Song Lyrics

((Sajna kal maine dekha ek sapna
Tum mere dwar aaye phulo
Me mukhda chhupaye
Sajna kal maine dekha ek sapna
Tum mere dwar aaye phulo
Me mukhda chhupaye
Sajna

Jhoom ke gunji jab sahnayi
Rone lagi meri tanhayi
Kehne lagi tu piya sang jayegi
Kon mera apna sajna
Sajna kal maine dekha ek sapna
Tum mere dwar aaye phulo
Me mukhda chhupaye
Sajna

Dekh ke tumko mai sharmayi
Aap hasi apne par aayi
Dekh ke tumko mai sharmayi
Aap hasi apne par aayi
Socha usse kya sharmana
Janam janam se jo apna sajana
Sajna kal maine dekha ek sapna
Tum mere dwar aaye phulo
Me mukhda chhupaye
Sajna

Pyar se tumne ang lagaya
Pal me badaldi meri kaya
Pyar se tumne ang lagaya
Pal me badaldi meri kaya
Chhote se is madhur milan ki
Laz piya ab rakhana
Sajna kal maine dekha ek sapna
Tum mere dwar aaye phulo
Me mukhda chhupaye
Sajna...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Sajna Kal Maine Dekha Video

About Sajna Kal Maine Dekha

Sajna Kal Maine Dekha is a song from Badi Didi 1969. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Badi Didi 1969 album song list for more songs and album details.