Sajna Hain Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Saudagar 1973 album cover

Saudagar 1973 Album Details

Sudhendu Roy
None
None
Nutan, Amitabh Bachchan, Padma Khanna

album songs
Sajna Hain Mujhe
Singer : Asha Bhosle

Sajna Hain Mujhe Lyrics

Song Title = Sajna Hain Mujhe
Movie/album = Saudagar (1973)
Singer(s) = Asha Bhosle

Mp3 Songs Lyrics

((ASHA

lalalalaalalaalalalalal
hunhunhuhun
Sajna hai mujhe, sajna ke liye.2
Jara uljhi latein sanwaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon .
.... Sajna hai mujhe, sajna ke liye.2

((Paani pade tan pe to shola nikle
Jaane kaisi agan mein badan jale,)) ...2din bhar ki thakan utaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
,Sajna hai mujhe, sajna ke liye.2

(((Ang ang dholoon jara mal mal ke
Phool si mahek uthoon main khilke)))....2
Titali se pankh udhaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon,
Sajna hai mujhe, sajna ke liye..2

(((Sajdhaj ke mein jara banthan ke
Baan chalaongi mein nainan ke)))....2

Aaina jara nihaar loon, khud apni nazar utaar loon
Main to saj gai re sajna ke liye
Main to saj gai re sajna ke liye.
Main to saj gai re sajna ke liye.
Main to saj gai re sajna ke liye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sajna Hain Mujhe

Sajna Hain Mujhe is a song from Saudagar 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Saudagar 1973 album song list for more songs and album details.