Sajan Ko Sajaniya Lyrics, Singer & Song Details

Teri Payal Mere Geet 1992 album cover

Teri Payal Mere Geet 1992 Album Details

Rehman Naushad
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Govinda, Meenakshi Seshadri, Naveen Nischol, Beena, Johny Lever, Kader Khan, Sha

album songs
Sajan Ko Sajaniya
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Sajan Ko Sajaniya Lyrics

Song Title =Sajan Ko Sajaniya
Movie/Album = Teri Payal Mere Geet (1992)
Singer = Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((sajan ho sajan sajan ho sajan
sajan kyu muh fer liya
nind ka kiya bahana
sajan kyu muh fer liya
nind ka kiya bahana
aaj mujhe fursat nahi

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
sajan ho sajan
aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
sajan ho sajan

gussa chodo pyar karo
gussa chodo pyar karo
humse aankhe char karo
jhuthe ho jhuthe ho ikrar karo
tum to roz mujhe kahte the
mai hu tera diwana diwana diwana
aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
sajan ho sajan

sagar me tufan jage sine me arman jage
sagar me tufan jage sine me arman jage
mera ji or jan jage
tum aise me ruth gayi muskil hua
manana manana manana
aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
sajni sajni sajni
sajni kyu muh fer liya
nind ka kiya bahana
aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana

jao jake so jao mana bhi jao ab aao
pahle ek kasam khao
fir na gaoge tum ye dil todne wala gana
gana gana ye gana
aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
sajan ho sajni ho
sajan sajni sajan sajni))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sajan Ko Sajaniya

Sajan Ko Sajaniya is a song from Teri Payal Mere Geet 1992. It is sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Teri Payal Mere Geet 1992 album song list for more songs and album details.