Saj Ke Chali Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jai Jawaan Jai Kisaan 2015 album cover

Jai Jawaan Jai Kisaan 2015 Album Details

Milann Ajmera
Girish Saikia, Rupesh Verma
Kishan Paliwal
Rati Agnihotri, Rishi Bhutani, Prem Chopra

album songs
Saj Ke Chali Hai
Singer : Javed Ali

Saj Ke Chali Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Saj Ke Chali Hai Bharat Ma
Song Lyrics Movie = Jai Jawaan Jai Kisaan (2015)
Singers = Javed Ali
Song Lyricists = Kishan Paliwal
Music Composer = Girish Saikia, Rupesh Verma
Director = Milan Ajmera
Music Label = Zee Music Company

Mp3 Song Lyrics

((Duniya mein nah kisi desh ki aisi hai taqdeer
Sab dharmo ke rango se banni
Bharat ki tasveer
Bharat ki tasveer
Bharat ki tasveer

Ooooo ooooo ooooo
Aaaaa aaaaa aaaaa

Vishv ke dil pe raaj karne
Hannn
Ek naya itihas rachne
Vishv ke dil pe raaj karne
Hannn
Ek naya itihas rachne

Satya ahinsa prem ke path pe
Hoo satya ahinsa prem ke path pe

Desh prem ke gaihno se
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma
Desh prem ke gaihno se

Hoooooo hooooo hoooo hoooo

Ekta ka sandesh liye bahti hai yamuna ganga
Bahti hai yamuna ganga bahti hai yamuna ganga

Garv se lehrata hai himayla pe tiranga
Tiranga tiranga tiranga

Taj mahal lal kila bharat ki shaan badhaye
Hooo prant annek bhasha annek fir bhi ham ek kahlayen
Fir bhi ham ek kahlayen fir bhi ham ek kahlayen

Kal ke sapne sunahere
Oooooooo
Kal ke sapne sunahere aankho mein sajja ke shaan se
Saj ke chali hai bharat ma
Hooooooo
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma
Desh prem ke gaihno se
Saj ke chali hai bharat ma

Hooooo

Chaino amman ke pholon se mahke apna chaman
Mahke apna chaman mahke apna chaman
Saare jahan se acha hai hamara yeh vatan
Vatan vatan vatan
Maata pita aur guruon ka hota hai yahan samman
Hindu muslim sikh issai ka yeh desh mahan
Bharat desh mahan bharat desh mahan

Le ke nai ummange
Le ke nai ummange
Bharke josh dil mein shaan se
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma
Desh prem ke gaihno se
Saj ke chali hai bharat ma
Saj ke chali hai bharat ma....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saj Ke Chali Hai

Saj Ke Chali Hai is a song from Jai Jawaan Jai Kisaan 2015. It is sung by Javed Ali. Lyrics are credited to Kishan Paliwal. Music information: Girish Saikia, Rupesh Verma. Read the lyrics above and view the Jai Jawaan Jai Kisaan 2015 album song list for more songs and album details.