Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main Lyrics, Singer & Song Details

Chaarfutiya Chhokare 2014 album cover

Chaarfutiya Chhokare 2014 Album Details

Manish Harishankar
Abhijeet, Sameer , Sudeep
None
Soha Ali Khan, Zakir Hussain, Seema Biswas

album songs
Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main
Singer : Malini Awasthi

Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main Lyrics

Song Title = Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main
Movie/album = Chaarfutiya Chhokare (2014)
Singers = Malini Awasthi
Song Lyricists = Traditional
Music Director = Abhijeet, Sameer , Sudeep Banerjee
Director = Manish Harishankar
Music Label = T-Series
Release on = 26th September, 2014

Mp3 Song Lyrics

((Haaye..baali umariyaan mein
Arri byaah kiya aayi
Arri main bholi balma naadaan
Arre haaye kaisi pipat padi mori guiyyan
Arre kachhu na samje naadaan

Arey
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon

Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Haaye main ka karoon..

Baarah baras ki main byaah ke aayi
Ajji baarah baras ki main byaah ke aayi
Baarah baras ki main byaah ke aayi
Saiyyaan baarah baras ki main byaah ke aayi
Saiyyaan ho..
Saiyyaan chale paiyyaan paiyyaan main kya karoon
Saiyyaan chale paiyyaan paiyyaan main kya karoon
Saiyyaan chale paiyyaan paiyyaan main kya karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Haaye main ka karoon

Hmm..pandrah baras ki main goane pe aayi..
Aji pandrah baras ki main goane pe aayi
Pandrah baras ki main goane pe aayi
Saiyyaan pandrah baras ki main goane pe aayi
Saiyyaan ho..
Saiyyaan udave kankaiyyan main ka karoon
Saiyyaan udave kankaiyyan main ka karoon
Saiyyaan udave kankaiyyan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Haay main ka karoon

Aji solah baras mori baali umariyaan haaye
Solah baras ki aye baali umariyaan
Solah baras bhaiyyan solah baras ki
Solah baras mori baali umariyaan
Solah baras mori baali umariyaan
Saiyyaan solah baras mori baali umariyaan
Saiyyaan ho..
Saiyyaan chhudave mose baiyyaan main ka karoon
Saiyyaan chhudave mose baiyyaan main ka karoon
Saiyyaan chhudave mose baiyyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Haay main ka karoon

Bees baras ki main hone ko aayi haaye
Aji bees baras ki main hone ko aayi
Bees baras ki main hone ko aayi
Saiyyaan bees baras ki main hone ko aayi
Saiyyaan ho…
Saiyyaan pukaare maiya maiya main ka karoon
Saiyyaan pukaare maiya maiya main ka karoon
Saiyyaan pukaare maiya maiya main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Saiyyan mile ladkhaiyaan main ka karoon
Haay main ka karoon...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main

Saiyyan Mile Ladkhaiyaan Main is a song from Chaarfutiya Chhokare 2014. It is sung by Malini Awasthi. Lyrics are credited to None. Music information: Abhijeet, Sameer , Sudeep. Read the lyrics above and view the Chaarfutiya Chhokare 2014 album song list for more songs and album details.