Saiyan Na Chhedo Dil Ke Lyrics, Singer & Song Details

Krorepati 1961 album cover

Krorepati 1961 Album Details

Mohan Segal
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Kishore Kumar,Shashikala, Kumkum

album songs
Saiyan Na Chhedo Dil Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Saiyan Na Chhedo Dil Ke Lyrics

Song Title = Saiyyan Na Chhedo Dil Ke Taar
Movie/album = Krorepati (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Mohan Segal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Saiyyan na chhedo dil ke taar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar

Aaj bahaaren gaati jaayen
Haaye re dil behkaati jaayen
Tum bhi hamein tarsaao baalma
Woh bhi hamein tadpaati jaayen
Ab to saha na jaaye mausam
Ab to saha na jaaye
Apna bana le ae dildaar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar

Aao gagan ko choomein hum
Baadal rath par ghoomein hum
Chaand sooraj bhi pyaar lutaayen
Jag jhoome aur jhoomein hum
Tum mujh mein kho jaao baalam
Main tum mein kho jaaun
Yeh hi hai dil ki pukaar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saiyan Na Chhedo Dil Ke

Saiyan Na Chhedo Dil Ke is a song from Krorepati 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Krorepati 1961 album song list for more songs and album details.