Sahib Nazar Rakhna Lyrics, Singer & Song Details

Bhoothnath Returns 2014 album cover

Bhoothnath Returns 2014 Album Details

Nitesh Tiwari
Ram Sampath
Nitesh Tiwari
Amitabh Bachchan, Boman Irani, Parth Bhalerao

album songs
Sahib Nazar Rakhna
Singer : Rituraj Mohanty

Sahib Nazar Rakhna Lyrics

Song Title = Sahib Nazar Rakhna
Movie/Album Name = Bhoothnath Returns 2014
Singers = Rituraj Mohanty
Song Lyricists = Nitesh Tiwari
Music Composer = Ram Sampath
Director = Nitesh Tiwari
Music Label = T-Series
Release on = 11th April, 2014

Mp3 Song Lyrics

((Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna
Tera karam sabko mile, sabki fikar rakhna
Saahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna

Naa aadmi ki aadmi jhele gulamiyan
Naa aadmi se aadmi maange salaamiyan
Jo fark paida ho rahe woh fark gark ho
Sabko barabar baant ye dharti ye aasmaan
Koi bhi na ho dard mein, sabki khabar rakhna
Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna

Sab sar utha ke chal sake, sabko ye bal mile
Koi kisi awaaz ko, daata kuchal na de
Yahan kaam bhi sabko mile, aaraam bhi sabko
Mehnat kare jo aadmi, mehnat ka phal mile
Har bol pe, har baat pe, apna asar rakhna
Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, Maula nazar rakhna
Maula Maula ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Sahib Nazar Rakhna Video

About Sahib Nazar Rakhna

Sahib Nazar Rakhna is a song from Bhoothnath Returns 2014. It is sung by Rituraj Mohanty. Lyrics are credited to Nitesh Tiwari. Music information: Ram Sampath. Read the lyrics above and view the Bhoothnath Returns 2014 album song list for more songs and album details.