Saheli Ho Paheli Pucchho Lyrics, Singer & Song Details

Paheli 1977 album cover

Paheli 1977 Album Details

Prashant Nanda
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Nameeta Chandra, Satyajeet, Durga Khote, Arun Govil, A. K. Hangal, Dina Pathak

album songs
Saheli Ho Paheli Pucchho
Singer : Hemlata, Suresh Wadkar

Saheli Ho Paheli Pucchho Lyrics

Song Title = Saheli Ho Paheli Pucchho
Movie/album = Paheli (1977)
Singers = Chandrani Mukherjee, Hemlata, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Prashant Nanda

Mp3 Song Lyrics

((Saheli ho paheli puchho
O shahri babu paheli bhujo
Puchho, puchho
Rang shphed lage re hathi dant sa
Mit jaye pal bhar me jhuti bat sa
Koi ata pata hunu,
Bagiya me khilta nahi har waqt milta nahi
Sar bhurate hi pade bade bado ne bola
Kya samjhe nahi samjhe hat
Ola barf ka gola, ola ola barf ka gola
Sachmuch nahi samjhe

Aaye re wo sat samandar par se
Chhu jaye hum sabko bade pyar se
Achha aur chhote to jag hile
Ho man me umang khile
Aate jate kisi ne na dekha na toka
Kya samjhe ab bhi nahi samjhe chal hat
Jhonka hawa ka jhonka kya kya
Jhonka jhonka hawa ka jhonka

Utha jaye to nila gagan chumale
Jab chahe aur jaise chahe ghumale
Naiya ke jaise lage nadiya ke jaise bahe
Wahi hume batlaye ab din hai ya raina
Kya samjhe bilkul nahi samjhe chal hat
Naina hamare naina ho naina hamare naina
Bahut achhe

Rahti hai sathi ki tarha sath me
Dikhti hai par aati nahi hath me
Arey aisi bhi kya chij hai, hai
Had se wo badhati nahi
Sar par bhi chadati nahi
Apne raste pe usko koi hata na paya
Samjh me aaya chhaya chhaya ho
Apni chhaya re ha ha chhaya ho apni chhaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saheli Ho Paheli Pucchho

Saheli Ho Paheli Pucchho is a song from Paheli 1977. It is sung by Hemlata, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Paheli 1977 album song list for more songs and album details.