Sagre Jagat Mein Lyrics, Singer & Song Details

Sai Bhajan album cover

Sai Bhajan Album Details

Sai Bhajan
Anup Jalota
Samee
Sai Bhajan

album songs
Sagre Jagat Mein
Singer : Jagjit Singh

Sagre Jagat Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Sagare Jagat Mein
Movie = Malik Ek
Singer = Jagjit Singh
Music By = Anup Jalota
Lyricist = Samee

Mp3 Song Lyrics

Sagare jagat mein duja nahi mera ik tu sai - 2
Rehna mujhko sang sang tere banke teri parchhai
Sagre jagat mein duja nahi mera ik tu sai

Le ke ummide tere dar pe aate saare sawali - 2
Mange murade le ke jaye bhar bhar daman khali
Mere maalik mere data bhagya bana de bhagya vidhata
Ab dukh saha na jata
Sagre jagat mein duja nahi mera ik tu sai - 2

Tere charno ki dhul uthake mathe par main lagau - 2
Teri matti mein janam liya hai tujh mein hi mill jau
Chahe bana de chahe mita de
Jo chahe wo mujhko saja de jivan paar lagade
Sagare jagat mein duja nahi mera ik tu sai
Rehna mujhko sang sang tere banke teri parchhai
Sagare jagat mein duja nahi mera ik tu sai
Sai sai sai

Posted by = {Soni}

Sagre Jagat Mein Video

About Sagre Jagat Mein

Sagre Jagat Mein is a song from Sai Bhajan. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to Samee. Music information: Anup Jalota. Read the lyrics above and view the Sai Bhajan album song list for more songs and album details.