Sagar Nahin Hai To Kya Lyrics, Singer & Song Details

Naatak 1976 album cover

Naatak 1976 Album Details

Sohanlal Kanwar
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Amar, Suraiyam Sofia, Kanwar, Pratima Devi, Shyam Kumar

album songs
Sagar Nahin Hai To Kya
Singer : Mohammed Rafi

Sagar Nahin Hai To Kya Lyrics

Song Title = Sagar Nahi To Kya Hai
Movie/album = Naatak (1976)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Sohanlal Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai
Teri aankh ka nasha to hai
Badal nahi hai to kya hai
Badal nahi hai to kya hai
Teri zulf ki ghata to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Meri tamana thi mehfil se
Tum ye uth ke jane lage ho
Aisi bhi kya berukhi ruth kar
Humse aankhe churane lage
Ho churane lage ho
Mausam nahi hai to kya hai
Mauka ye pyar ka to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Teri zulf ke ghane saye me
Char pal sath tere jiyenge
Sagar se roz pite hai
Aaj teri nazar se piyenge
Nazar se piyenge
Sakhi nahi hai to kya hai
Ek shok dilruba to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Shayad yahi ha kayamat ki rat
Man lene ko ji chahata hai
Teri kasam aaj dil hi nahi
Jaan dene ko ji chahata hai
Ji chahata hai
Katil nahi hai to kya hai
Kafir teri ada to hai
Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sagar Nahin Hai To Kya

Sagar Nahin Hai To Kya is a song from Naatak 1976. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Naatak 1976 album song list for more songs and album details.