Sada Khush Rahe Tu Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Ka Saagar 1961 album cover

Pyaar Ka Saagar 1961 Album Details

Devendra Goel
Ravi Shankar Sharma
Prem Dhawan
Rajendra Kumar, Meena Kumari, Madan Puri

album songs
Sada Khush Rahe Tu
Singer : Mukesh

Sada Khush Rahe Tu Lyrics

Song Title = Sada Khush Rahe Tu
Movie/album = Pyaar Ka Saagar (1961)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = Devendra Goel

Mp3 Song Lyrics

((Sada khush rahe too jafa karne waale
Duwa kar rahe hain duwa karne waale
Sada khush rahe too jafa karne waale
Duwa kar rahe hain duwa karne waale
Sada khush rahe too

Sunate game dil jo tum paas hote
Meree bekasee pe bhee kya tum naa rote
Sunate game dil jo tum paas hote
Meree bekasee pe bhee kya tum naa rote
Magar kya dikhaye tumhe dil ke chhale
Duwa kar rahe hai duwa karne wale
Sada khush rahe too

Sitam aur bhee ho toh woh bhee kiye jaa
Sitam aur bhee ho toh woh bhee kiye jaa
Ho kuchh aur bhee gam toh woh bhee piye jaa
Nahee phir bhee tujhse gila karne wale
Dua kar rahe hai dua karne wale

Sada khush rahe too jafa karne wale
Dua kar rahe hain dua karne wale
Dua kar rahe hain dua karne wale
Sada khush rahe too.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sada Khush Rahe Tu

Sada Khush Rahe Tu is a song from Pyaar Ka Saagar 1961. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Pyaar Ka Saagar 1961 album song list for more songs and album details.