Sachi Yeh Kahani Hai Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Haan Kabhi Naa 1994 album cover

Kabhi Haan Kabhi Naa 1994 Album Details

Kundan Shah
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Majrooh Sultanpuri
Shah Rukh Khan, Suchitra Krishnamoorthi, Deepak Tijori

album songs
Sachi Yeh Kahani Hai
Singer : Alka Yagnik, Amit Kumar

Sachi Yeh Kahani Hai Lyrics

Song Title = Sachi Yeh Kahani Hai
Movie/Album = Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
Singer = Alka Yagnik, Amit Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Kundan Shah

Mp3 Song Lyrics

((Doston abb app jo sunege yeh gana hi nahi ek kahani bhi hai
haan ek scchai kahani ...ek don ki kahani

Sachi Yeh Kahani hai
Sunlo Meri Jaan
Kahin ek Seher Mein tha ek Nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon woh bana kaise don
Kaise don..

Sachi Yeh Kahani hai
Sunlo Meri Jaan
Kahin ek Seher Mein tha ek Nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon woh bana kaise don
Kaise don..

[Roji ke liye jahan jahan jata woh
Thokar hi sada waha waha pata woh]2

[Par woh jawan tha iraade ka jawan
Chod diya aakhir sarifho ka jahan]2

Jis din se woh don ban gaya
Darne lage log esha tofan ban gaya
Aur kya kahu mein ..sara jahan tha uske kadmo mein


Yun to jo bhi chaha woh mila
Par dil ka gul na khila

Dil ki khushi milti to
Pyar use karta .,.

yeh jahan
yeh jahan


Sachi Yeh Kahani hai
Sunlo Meri Jaan
Kahin ek Seher Mein tha ek Nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon woh bana kaise don..don ..don .don ..don
Kaise don


[Aage kya kahun uski kahaniya
Jali hai sada eso ki jawaniya]2
[Appne ne bhi to na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohbaat ki bahar]2

Logon mein aata jab kabhi
Has hassta jab kabhi
Dekne wale ko hota tha
us hasi pe roneeeee
ka guman..ka guman

Sachi Yeh Kahani hai
Sunlo Meri Jaan
Kahin ek Seher Mein tha ek Nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon woh bana kaise don..don don don
Kaise don..don don don
Kaise don..don don don
Kaise don..don don don..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sachi Yeh Kahani Hai

Sachi Yeh Kahani Hai is a song from Kabhi Haan Kabhi Naa 1994. It is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Kabhi Haan Kabhi Naa 1994 album song list for more songs and album details.