Sachch Kehta Hoon Bahut Lyrics, Singer & Song Details

Jaali Note 1960 album cover

Jaali Note 1960 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
Raja Mehdi Ali Khan
Dev Anand, Madhubala, Kundan

album songs
Sachch Kehta Hoon Bahut
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhonsle

Sachch Kehta Hoon Bahut Lyrics

Song Title = Sach Kehta Hoon Bahut
Movie/Album = Jaali Note (1960)
Singers = Mohammad Rafi and Asha Bhonsle
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((sach kehta hoon bahut haseen ho
tum se muhabbat ho sakti hai
ho tum se mil ke koi bhi ladki
apne aap ko kho sakti hai

ho sach kehta hoon bahut haseen ho
tum se muhabbat ho sakti hai
aa tum se mil ke koi bhi ladki
apne aap ko kho sakti hai

ho sach kehta hoon bahut haseen ho
ho..ho..
aa..aa..
ho..ho..
aa..aa..

chaudvin ka chaand
jaise taaron mein haseen
tere jaisi laakhon mein
hazaaron mein nahi

chaudvin ka chaand
jaise taaron mein haseen
tere jaisi laakhon mein
hazaaron mein nahi

ho pyaar mera piya
rooth jaaye na kahin
tu hai mere paas
mujhe aaye na yakeen

ho pyaar mera piya
rooth jaaye na kahin
tu hai mere paas
mujhe aaye na yakeen

dekha jo tujhe dil kho gaya
kho ke mera dil tera ho gaya
maane na jiya jhoote piya
le ke mera dil baaten na bana

sach kehta hoon bahun haseen ho
tum se muhabbat ho sakti hai
aa tum se mil ke koi bhi ladki
apne aap ko kho sakti hai

ho sach kehta hoon bahut haseen ho
tum se muhabbat ho sakti hai
aa tum se mil ke koi bhi ladki
apne aap ko kho sakti hai
ho sach kehta hoon bahut haseen ho..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sachch Kehta Hoon Bahut

Sachch Kehta Hoon Bahut is a song from Jaali Note 1960. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhonsle. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Jaali Note 1960 album song list for more songs and album details.