Sach Hain Sach Hain Lyrics, Singer & Song Details

Pyare Mohan 2006 album cover

Pyare Mohan 2006 Album Details

Indra Kumar
None
None
Vivek Oberoi, Fardeen Khan, Esha Deol, Amrita Rao, Boman Irani

album songs
Sach Hain Sach Hain
Singer : Richa Sharma, Krishna

Sach Hain Sach Hain Lyrics

Song Title = Sach Hain Sach Hain
Movie/Album = Pyare Mohan 2006
Singer(s) = Richa Sharma, Krishna

Mp3 Song Lyrics

((Sach Hain Sach Hain Sach Hain
rabba Mere Rabba Tu Sach Hain
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain
aur Kuchh Bhi Sach Nahi
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain
aur Kuchh Bhi Sach Nahi
teri Mohabbat Sachhi Mohabbat Ismein Shak Nahi
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain
aur Kuchh Bhi Sach Nahi
sach Hain Sach Hain Sach Hain
rabba Ve Rabba Tu Sach Hain

yeh Mere Saath Mein Sirf Tanhaaiya
aas Ki Dard Ki Saari Parchaaiya
tu Mila Toh Laga Zindagi Mil Gayi
dhoop Ko Chaanv Ki Chaanvani Mil Gayi
tere Sive Ek Tere Siva Koi Tha Ab Tak Nahi
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain
aur Kuchh Bhi Sach Nahi
sach Hain Sach Hain Sach Hain
rabba Ve Rabba Tu Sach Hain

yeh Keh Rahi Aansuon Ki Ladi
hain Yugon Se Badi Yeh Ghadi Do Ghadi
jee Le Chalo Chain Ke Ham Yeh Pal
kya Pata Yeh Mile Na Mile Humko Kal
ab Tujhpe Na Bharosa Kare Hamein Koi Haqq Nahi
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain
aur Kuchh Bhi Sach Nahi
sach Hain Sach Hain Sach Hain
rabba Ve Rabba Tu Sach Hain
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain Aur Kuchh Bhi Sach Nahi
ik Rab Sach Hain Ik Tu Sach Hain Aur Kuchh Bhi Sach Nahi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sach Hain Sach Hain

Sach Hain Sach Hain is a song from Pyare Mohan 2006. It is sung by Richa Sharma, Krishna. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Pyare Mohan 2006 album song list for more songs and album details.