Sach Hai Sach Hai Lyrics, Singer & Song Details

Rakht 2004 album cover

Rakht 2004 Album Details

Mahesh Manjrekar
Naresh Sharma
Deepak Sneh
Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Bipasha Basu

album songs
Sach Hai Sach Hai
Singer : Krishna Beura

Sach Hai Sach Hai Lyrics

Song Title = Sach Hai Sach Hai
Movie/album = Rakht (2004)
Singers = Krishna Beura
Song Lyricists = Deepak Sneh
Music Director = Naresh Sharma
Director = Mahesh Manjrekar

Mp3 Song Lyrics

((Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho
Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho
Chaahat ki chaandni ho
Tum chaand ho sanam
Mere liye toh tumhi
Jaan e bahaar ho
Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho

Mohabbat khudaai hai yaara
Mohabbat hai tujhse mujhe
Mohabbat khudaai hai yaara
Mohabbat hai tujhse mujhe
Main chaahat ka saudaai
Paagal pyaar karna mujhe
Meri tamanna yahi hai oh
Meri tamanna yahi hai ke har pal
Mujhe tera deedaar ho sach hai
Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho

Wafao ki mujhko kasam
Tumhein dil ne maana sanam
Wafao ki mujhko kasam
Tumhein dil ne maana sanam
Bhoola do mujhe tum bhoola
Do diye zindagi ne jo gham
Baahon mein teri samaaun oh
Baahon mein teri sama jaaun
Yaara agar tera iqraar ho sach hai

Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho
Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho
Chaahat ki chaandni ho
Tum chaand ho sanam
Mere liye toh tumhi
Jaan e bahaar ho
Sach hai sach hai ye
Tum mera pyaar ho
Meri aarzoo mera qaraar ho..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sach Hai Sach Hai

Sach Hai Sach Hai is a song from Rakht 2004. It is sung by Krishna Beura. Lyrics are credited to Deepak Sneh. Music information: Naresh Sharma. Read the lyrics above and view the Rakht 2004 album song list for more songs and album details.