Sabse Pyaara Sabse Nyaara II Lyrics, Singer & Song Details

Taksaal 1956 album cover

Taksaal 1956 Album Details

Hemen Gupta
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Smriti Biswas, Helen, Iftekhar

album songs
Sabse Pyaara Sabse Nyaara II
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Sabse Pyaara Sabse Nyaara II Lyrics

Song Title = Sabse Pyaara Sabse Nyaara II
Movie/Album = Taksaal (1956)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Director = Hemen Gupta
Music Director(s) = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyricist(s) = Prem Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Sabse pyara sabse nayara
Parbhu ji naam tumhara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Sabse pyara sabse nayara
Parbhu ji naam tumhara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham

Sara jag hai uska data
Tu jiska ho jaye data
Tu jiska ho jaye
Bhul jaye sara dukhda
Jo sharan tumhari aaye
Data jo sharan tumhari aaye
Sagar se milkar
Sagar ban jaye jal ki dhara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham

Aate jate do sanso pe
Maan kare hai kaisa data
Maan kare hai kaisa
Sab kuch dene wala tu
Abhiman kare hai ham kaisa
Data maan kare hai ham kaisa
Sukh deta hai
Dukh de data
Sabkuch hamko pyara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Sabse pyara sabse nayara
Parbhu ji naam tumhara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara

Apne dwar ke sadke bejho
Apna daas bana lo
Parbhu ji apna daas bana lo
Batke darr kabhi jo
Apna samjh ke gale laga lo
Parbhu ji hamko gale laga lo
Tumne nanhi jyot hai thami
Tum man ka ujhiyara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Sabse pyara sabse nayara
Parbhu ji naam tumhara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara

Tere dware aakar
Kabhi gaya na khali
Data kabhi gaya na khali
Mai apradhi bhi aaya hu
Bankar ek sawali
Data bankar ek sawali
Bhuj na jaye deep mera
Ho jaye na andhiyara
Jiska koi na jag me
Uska tumhi ek sahara
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham

Mere aprado ka badla
In bacho se na le
Mere aprado ka badla
In bacho se na le
Le le mere pran
Le le mere pran
Le le mere pran
Parbhu nirdosh ko jivan de de
Nirdosh ko jivan de de
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham
Jai jai sham ghansham.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sabse Pyaara Sabse Nyaara II

Sabse Pyaara Sabse Nyaara II is a song from Taksaal 1956. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Taksaal 1956 album song list for more songs and album details.