Sabse Pyaara Mera Sai Baba Lyrics, Singer & Song Details

Maalik Ek 2010 album cover

Maalik Ek 2010 Album Details

Deepak Balraj Vij
None
None
Jackie Shroff, Manoj Kumar, Divya Dutta, Rohini Hattangadi, Smriti Irani

album songs
Sabse Pyaara Mera Sai Baba
Singer : Anuradha Paudwal, Anup Jalota

Sabse Pyaara Mera Sai Baba Lyrics

Song Title = Sabse Pyaara Mera Sai Baba
Movie/Album = Maalik Ek (2010)
Singer = Sumeet Tappoo, Anuradha Paudwal, Anup Jalota

Mp3 Song Lyrics

((Aaj hai raksha bandhan ka din
paawan yeh tyohaar
Pehle mujh ko baandh o behna

kab se main tayyaar.
Tujhko baandu baad mein main
pehle baandu us bhai ko


Jo sab ka hai, Sab hai uske
Us pyaare sai ko.

Sabse pyaara, Sabse nyaara, Mera Sai Baba
Mera Bhai taran haara mera Sai Baba.

Rakhi jode us rishte ko toot nahi jo paae
Bandwa ke behna se rakhi, Bhai Vachan nibhae
Rang Birangi rakhi mein jeevan ke rang samae
Har din Sai humse milne roop badal kar aae
Sabki khaatir khole dwar mera Sai Baba.

Prem ka dhaga bandha jisne
usne har such paaya
Mera bhai kahan kho gaya
kyon mujhko bisraya
Ek na Ek din milega mujhko
Mera khoya bhai
Baandh ke rakhi maine tumko Tumse aas lagai
Har jeevan ko deta dhara, Mera Sai Baba ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sabse Pyaara Mera Sai Baba

Sabse Pyaara Mera Sai Baba is a song from Maalik Ek 2010. It is sung by Anuradha Paudwal, Anup Jalota. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Maalik Ek 2010 album song list for more songs and album details.