Sabse Peeche Kyon Khade Female Lyrics, Singer & Song Details

Aao Wish Karein 2009 album cover

Aao Wish Karein 2009 Album Details

Glen Barreto
Ankur Tewari
Ankur Tewari
Aftab Shivdasani, Aamna Shariff, Rati Agnihotri

album songs
Sabse Peeche Kyon Khade Female
Singer : Sunidhi Chauhaan

Sabse Peeche Kyon Khade Female Lyrics

Song Mp3 Song Lyrics Title = Sabse Piche Kyon Khade (female)
Song Mp3 Song Lyrics Movie = Aao Wish Karein (2009)
Singer = Sunidhi Chauhaan
Music Director = Ankur Tewari
Lyrcist = Ankur Tewari


Mp3 Song Lyrics

((Zara nazar utha ke dekho
Baithe hai hum yahin
Bekhabar humse kyun ho
Itne bure bhi hum nahi
Zara nazar utha ke dekho
Baithe hai hum yahin
Bekhabar humse kyun ho
Itne bure bhi hum nahi
Na na .. hmm ..

Zamane ki baaton mein uljo na
Hai ye aasan jaan na
Khud se jo agar tum pucho
Hai hum tumhare ke nahi
Teri aankhon ka jadoo
Poori duniya pe hai
Duniya ki iss bheed mein
Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade


Mehfilein aayi aur gayi
Log aaye or gaye
Tum jo aaj aaye ho
Dil mein ho bas gaye
Muskarake baat talo na
Phir miloge jo kahi
Dekhna yehi kahoge
Itne bure the hum nahi
Teri aankhon ka jadoo
Poori duniya pe hai
Duniya ki iss bheed mein
Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade
Poori duniya pe hai
Duniya ki iss bheed mein
Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade
Na na .. hmm .. na na ..
Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade Sabse peeche hum khade..))


Posted by : {Anamika Tyagi}


About Sabse Peeche Kyon Khade Female

Sabse Peeche Kyon Khade Female is a song from Aao Wish Karein 2009. It is sung by Sunidhi Chauhaan. Lyrics are credited to Ankur Tewari. Music information: Ankur Tewari. Read the lyrics above and view the Aao Wish Karein 2009 album song list for more songs and album details.