Sabke Aage Humko Nachaya Lyrics, Singer & Song Details

Shriman Shrimati 1982 album cover

Shriman Shrimati 1982 Album Details

Vijay Reddy
Rajesh Roshan
Majrooh Sultanpuri
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar, Rakesh Roshan

album songs
Sabke Aage Humko Nachaya
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Sabke Aage Humko Nachaya Lyrics

Song Title = Sabke Aage Humko Nachaya
Movie/album =Shriman Shrimati (1982)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Vijay Reddy

Mp3 Song Lyrics

((Sabke aage hamko nachaya
Kitna uncha kam kiya
Sabke aage hamko nachaya
Kitna uncha kam kiya
Ghunghat tum mardo ne utara
Aurat ko badnam kiya
Sabke aage hamko nachaya
Kitna uncha kam kiya
Ghunghat tum mardo ne utara
Aurat ko badnam kiya
Sabke aage

Tum jindagi mein aage ho kitne
Sare jaha ko dikha to diya
Mai thi purane khyalo ki ab tak
Tumne shrabi bana to diya
Wah re mere jeevan sathi
Tumne kitna nam kiya
Sabke aage hamko nachaya
Kitna uncha kam kiya

Damyanti ko jungle mein chhoda
Aur dropdi ko korwo ke pas
Nal bhi tumhi the pandaw bhi tum the
Sun sun ke hote ho kyu udas
Har yug mein tum mardo ne
Hum pe julm hi karke nam kiya

Shanakr ke sar pe ganga chadi hai
Aurat nahi to wo kaun hai
Karishna ko jiski thokar padi hai
Aurat nahi to wo kaun hai
Hamse puchho aurat ne kaise
Marodo ka kam tamam kiya
Ghunghat tum mardo ne utara
Aurat ko badnam kiya sabke aage
Laz ko ghar ki hotel me lake
Sabko dikhlaya wah re nojawa
Dikhlayi utmko rango ki dunia
Bolo ye duniya dekhi tumne
Bolo kaha bolo kaha bolo kaha.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sabke Aage Humko Nachaya

Sabke Aage Humko Nachaya is a song from Shriman Shrimati 1982. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Shriman Shrimati 1982 album song list for more songs and album details.