Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Lyrics, Singer & Song Details

Dilbar 1994 album cover

Dilbar 1994 Album Details

B. Krishna Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Mamta Kulkarni, Rishikesh Raj, Nawaz Khan

album songs
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Lyrics

Song Title = Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi
Song Lyrics Movie = Dilbar
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = B. Krishna Rao

Mp3 Song Lyrics

((Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Zamane ki is bewfayi ne mara
Zamane ki is bewfayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Teri yaad aayi
Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki is duhayi ne mara
Tere naam ki is duhayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Zamane ki is behayai ne mara
Zamane ki is behayai ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi

Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi is a song from Dilbar 1994. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dilbar 1994 album song list for more songs and album details.