Sab Pyaar Ki Baatein Lyrics, Singer & Song Details

Matlabi Duniya 1961 album cover

Matlabi Duniya 1961 Album Details

M Thakur, Radhakant
Bharat Mehta, Jayanti Joshi
Ramesh Gupta
Anant Kumar, Asha, Dhumal, Satish Vyas

album songs
Sab Pyaar Ki Baatein
Singer : Mukesh

Sab Pyaar Ki Baatein Lyrics

Song Title = Sab Pyaar Ki Baatein
Movie/album = Matlabi Duniya (1961)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Ramesh Gupta
Music Composer = Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Banerjee, Varma

Mp3 Song Lyrics

((Wafa yeh dekh li patthar
Jigar zalim zamane ki
Kasam khayi hai ab humne
Kisi se dil lagane ki

Sab pyar ki baate karte hai
Par karna aata pyar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi

Sukh mein sab aa aa kar apne
Rishte nate hai batlate
Rishte nate hai batlate
Bure dino mein dekha humne
Aankh bacha kar hai jate
Aankh bacha kar hai jate
Thokar kha kar sambhalne wale
Jit hai teri haar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi

Aye bande bhagwan se dar
Aye bande bhagwan se dar
Insaan se mat dar
Muhar lagi hai usaki tere
Hak ke dane dane par
Hak ke dane dane par
Uski marzi bina tere
Chubh sakta koi khar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sab Pyaar Ki Baatein

Sab Pyaar Ki Baatein is a song from Matlabi Duniya 1961. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Ramesh Gupta. Music information: Bharat Mehta, Jayanti Joshi. Read the lyrics above and view the Matlabi Duniya 1961 album song list for more songs and album details.