Sab Mein Shamil Ho Magar Lyrics, Singer & Song Details

Bahu Beti 1965 album cover

Bahu Beti 1965 Album Details

T. Prakash Rao
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Ashok Kumar, Mala Sinha, Joy Mukherjee

album songs
Sab Mein Shamil Ho Magar
Singer : Asha Bhosle

Sab Mein Shamil Ho Magar Lyrics

Song Title = Sab Mein Shamil Ho Magar
Movie/album = Bahu Beti (1965)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = T. Prakash Rao
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Sab me shamil ho magar sabse juda lagati ho
Sab me shamil ho magar sabse juda lagati ho
Sirf hamse nahi khud se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar

Aankh uthati hai naa jhukati hai kisi ki khatir
Aankh uthati hai naa jhukati hai kisi ki khatir
Sans chadhati hai naa rukati hai kisi ki khatir
Jo kisi dar pe naa thehare woh hawa lagati ho
Sirf hamse nahi khud se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar

Julf leharaye toh aanchal me chhupa leti ho
Julf leharaye toh aanchal me chhupa leti ho
Honth tharraye toh danto me daba leti ho
Jo kabhi khul ke naa barse woh ghata lagati ho
Sirf hamse nahi khud se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar

Jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi
Jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi
Tum jo ho apne khayalat me khoyi khoyi
Kisi mayus musavvir ki duwa lagati ho
Sirf hamse nahi khud se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Sab Mein Shamil Ho Magar Video

About Sab Mein Shamil Ho Magar

Sab Mein Shamil Ho Magar is a song from Bahu Beti 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Bahu Beti 1965 album song list for more songs and album details.