Saawarein O Saawarein Lyrics, Singer & Song Details

Lahore 2010 album cover

Lahore 2010 Album Details

Sanjay Puran Singh Chauhan
M. M. Keeravani
Junaid Wasi
Aanaahad, Shraddha Das, Farooq Sheikh, Nafisa Ali, Sabyasachi Chakravarthy

album songs
Saawarein O Saawarein
Singer : M. M. Keeravani

Saawarein O Saawarein Lyrics

Song Title = Saawarein O Saawarein
Movie/album = Lahore (2010)
Singers = M. M. Keeravani
Song Lyricists = Junaid Wasi
Music Composer = M. M. Keeravani
Director = Sanjay Puran Singh Chauhan
Music Label = Junglee Music

Mp3 Song Lyrics

((O saawarein, o saawarein
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere
Lagey ab khaali khaali se kooche
Dikhe ab soona soona sa aangan
Soona sa mann ka gaon re
O saawarein, o saawarein
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere

Tukdon mein karke jahan
Aadha tum sang le gaya
Kaaton ki reh gayi kiaryian
Gulshan to tu sang le gaya
Aadha aadha jahan lagey
Aadhi aadhi subah lagey
Aadhi adhoori shaam rahe
O saawarein, o saawarein
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere

Seedhi hawayein udh gayi
Baarish ke mausam beh gaye
Kashti patango wale dil
Tu jo gaya to sab gaye
Odh taaron ki chaadrein
Soe rahe aakh na jage
Pankh lagai khwabon ke
O saawarein, o saawarein
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere

Abh bhi aangan meh jaga
Abh bhi kacchi hai zameen
Taake koi ghar bana
Aaja hum khele phir kahin
Ke mann mein hog si
Kyun aaye na tu kabhi
Mausam ye aaye jaaye
O saawarein, o saawarein
Khushiyan gayi sang tere
Khushiyan gayi sang tere.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saawarein O Saawarein

Saawarein O Saawarein is a song from Lahore 2010. It is sung by M. M. Keeravani. Lyrics are credited to Junaid Wasi. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Lahore 2010 album song list for more songs and album details.