Saawan Mahina Lagi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Pehla Pehla Pyar 1994 album cover

Pehla Pehla Pyar 1994 Album Details

Manmohan Singh
Anand, Milind Shrivastav
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Tabu, Anupam Kher, Gulshan Grover, Radha Seth

album songs
Saawan Mahina Lagi Hai
Singer : Sushma Shrestha, Udit Narayan

Saawan Mahina Lagi Hai Lyrics

Song Title = Saawan Mahina Lagi Hai
Movie/album = Pehla Pehla Pyar (1994)
Singers = Sushma Shrestha, Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Manmohan Singh

Mp3 Song Lyrics

((Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi
Kab se hain tu mere pichhe padi
Ladki hain tu ya koi hath kadi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi
Kab se hain tu mere pichhe padi
Ladki hain tu ya koi hath kadi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi

Achha lage mujhe pyaara lage
Saare zamane se nyaara lage
Achha lage mujhe pyaara lage
Saare zamane se nyaara lage
Baarish andhera do ajnabee
Kaisa hasee ye nazara lage
Aise mein bolo mein jaaun kahan
Aise mein bolo mein jaaun kahan
Bheegu akeli sadak pe khadi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi

Aayi kahan se hain jaana kahan
Mera tere bin thikana kahan
Aayi kahan se hain jaana kahan
Mera tere bin thikana kahan
Aankhein kahan hani nishaana kahan
Tere jisa deewana hoga kahan
Jab se mila hain tu gisse mein hain
Jab se mila hain tu gisse mein hain
Haske tu baate karde do ghadi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi
Kab se hain tu mere pichhe padi
Ladki hain tu ya koi hath kadi
Saawan mahina lagi hai jhadi
Chhat hain na chhatri mushkil badi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saawan Mahina Lagi Hai

Saawan Mahina Lagi Hai is a song from Pehla Pehla Pyar 1994. It is sung by Sushma Shrestha, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Pehla Pehla Pyar 1994 album song list for more songs and album details.