Saawan Ki Aayee Hai Bahaar Lyrics, Singer & Song Details

Anjaan 1956 album cover

Anjaan 1956 Album Details

M. Sadiq
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Rajendra Krishan
Vyjayanthimala, Pradip Kumar

album songs
Saawan Ki Aayee Hai Bahaar
Singer : Lata Mangeshkar

Saawan Ki Aayee Hai Bahaar Lyrics

Song Title = Saawan Ki Aayee Hai Bahaar
Movie/album = Anjaan (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = M. Sadiq

Mp3 Song Lyrics

((Ho ho ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho ho ho
Saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa

Jhulna mein jhoolo guyiyaan
Sab kuchh bhool ke
Jhulna mein jhoolo guyiyaan
Sab kuchh bhool ke
Kabhi gori dekh zaraa
Piyaa sang jhool ke
Kabhi gori dekh zaraa
Piyaa sang jhool ke
Piyaa sang jhool ke
Ho nainon mein aayegaa khumaar
Jhooloongi sau sau baar
Sakhi jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa

Gori gori bainyon ka
Jhulna banaaun main
Gori gori bainyon ka
Jhulna banaaun main
Nazron ki dor daaloon
Saiyaa ko jhulaaun main
Nazron ki dor daaloon
Saiyaa ko jhulaaun main
Saiyaa ko jhulaaun main
Ho miljul ke gaayenge malhaar
Jhoomega mera pyaar
Sakhi jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saawan Ki Aayee Hai Bahaar

Saawan Ki Aayee Hai Bahaar is a song from Anjaan 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Read the lyrics above and view the Anjaan 1956 album song list for more songs and album details.