Saathi Mere Tum Jo Bane Lyrics, Singer & Song Details

Sau Din Saas Ke 1980 album cover

Sau Din Saas Ke 1980 Album Details

Vijay Sadanah
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Indeevar
Ashok Kumar, Raj Babbar, Reena Roy, Bela Bose

album songs
Saathi Mere Tum Jo Bane
Singer : Hemlata, Suresh Wadkar

Saathi Mere Tum Jo Bane Lyrics

Song Title = Saathi Mere Tum Jo Bane
Movie/Album = Sau Din Saas Ke (1980)
Singers = Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Vijay Sadanah

Mp3 Songs Lyrics

((Sathi mere oo sathi mere,
Sathi mere tum jo bane
Sara jaha mere sath
Aa gaya, aa gaya
Jane jaa oo jane jaa,
Sara jaha kuchh bhi nahi
Hatho me jo tera hath
Aa gaya, aa gaya

Pyase pyase mere arma puchhe,
Sath nibhega kab tak apna
Jab tak dil me
Rahe ek bhi dhadkan
Jab tak aankho me
Rahe ek bhi sapna
Har dhadkan bani dulhan,
Bani dulhan har dhadkan
Liye sapna bhi tu dubara
Aa gaya, aa gaya
Sathi mere, sathi mere,
Tum jo bane, tum jo bane
Sara jaha mere sath
Aa gaya, aa gaya

Bolo bolo mere pran sawariya
Rakhoge mujhko
Bolo tum kase
Milke rahege
Hum tum aise
Rang mil jaye
Rango me jaise
Rango ki, umango ki,
Umango ki, tarngo ki
Liye sath koi barsat
Aa gaya, aa gaya

Sathi mere oo sathi mere,
Sathi mere tum jo bane
Sara jaha mere sath
Aa gaya, aa gaya
Jane jaa oo jane jaa,
Sara jaha kuchh bhi nahi
Hatho me jo tera hath
Aa gaya, aa gaya
Aa gaya, aa gaya.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saathi Mere Tum Jo Bane

Saathi Mere Tum Jo Bane is a song from Sau Din Saas Ke 1980. It is sung by Hemlata, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Sau Din Saas Ke 1980 album song list for more songs and album details.