Saath Jiyenge Saath Marenge Lyrics, Singer & Song Details

Laila 1984 album cover

Laila 1984 Album Details

Saawan Kumar Tak
Usha Khanna
Saawan Kumar Tak
Sunil Dutt, Poonam Dhillon, Anil Kapoor

album songs
Saath Jiyenge Saath Marenge
Singer : Manmohan Singh, Lata

Saath Jiyenge Saath Marenge Lyrics

Song Title = Saath Jiyenge Saath Marenge
Movie/Album = Laila (1984)
Singers =Lata Mangeshkar, Manmohan Singh
Song Lyricists =Saawan Kumar Tak
Music Composer = Usha Khanna
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Saath jiyenge saath marenge
Saath jiyenge saath marenge
Hum tum dono laila
Marne se nahiyo darna
Tan bhi tera mann bhi tera
Jan bhi teri hai chhaila
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna

Pyar hamara amar rahega
Tan mit jayenge
Tan mit jayenge
Jism badal jayenge apne
Naam badal jayenge
Naam badal jayenge
Ho naye janam me hoga apna
Madhur milan fir laila
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna

Rab se milenge to puchenge
Kaisi hai teri khudai
Kaisi hai teri khudai
Pyar ki kismat me kyu likh di
Tune sirf judayi
Tune sirf judayi
Rab ke likhe ko sach kar denge
Marke hum tum chhaila
Marne se nahiyo darna
Saath jiyenge saath marenge
Hum tum dono laila
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna
Marne se nahiyo darna))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saath Jiyenge Saath Marenge

Saath Jiyenge Saath Marenge is a song from Laila 1984. It is sung by Manmohan Singh, Lata. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Laila 1984 album song list for more songs and album details.