Saath Hai Sirf Ehsaas Lyrics, Singer & Song Details

Via Darjeeling 2008 album cover

Via Darjeeling 2008 Album Details

Arindam Nandy
None
None
Sonali Kulkarni, Kay Kay Menon, Vinay Pathak, Sandhya Mridul, Rajat Kapoor, Rupa

album songs
Saath Hai Sirf Ehsaas
Singer : Kunal Ganjawala

Saath Hai Sirf Ehsaas Lyrics

Song Title = Saath Hai Sirf Ehsaas
Movie/Album = Via Darjeeling (2008)
Singer(s) = Kunal Ganjawala

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi Dhund Hai Kabhi Ujjala
Raat Hai Gori Si Din Hai Kaala
Lamhon Mein Uljhi Huyi
Waqt Ki Parchaayiyan
Pedo Ke Chadhar Odde Baiti Hai Tanhayiyan
Koi Nahin Koi Nahin Tere Aas Paas
Bas Saath Hai Sirf Ehsaas

Khamosh Waadiyon Mein Anjaani Halchal Hai
Sachayi Ke Neeche Har Taraf Dar Dar Hai
Jo Kuch Nazar Aaye Kya Woh Haqeekat Hai
Sama Ke Harkat Pe Kis Ki Huqoomat Hai
Koi Nahin Koi Nahin Tere Aas Paas
Bas Saath Hai Sirf Ehsaas Ehsaas

Shak Ke Darwaaze Par Dastak Hai Choti Si
Baiti Hai Zindagi Baiti Hai Zindagi
Ghar Mein Kyun Rooti Si Ghar Mein Kyun Rooti Si
Hamara Baadal Se Behke Jazbaat Hai
Tukdon Mein Bhikre.. Saare Haalat Hai..
Koi Nahin Koi Nahin Aas Paas
Bas Saath Hai Sirf Ehsaas Ehsaas...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saath Hai Sirf Ehsaas

Saath Hai Sirf Ehsaas is a song from Via Darjeeling 2008. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Via Darjeeling 2008 album song list for more songs and album details.